16 June 2014
in advance tax jo limit he 10000 ki vo previous f.y ki he fir current f.y. agar ye year 14-15 ki bat kare to vo 10000 tax 13-14 me over hoga to 14-15 me advamce tax bharna padega like this.. i confused plz help
17 June 2014
14-15 ke liye lagu hoga. Agar 14-15 ki tax liability Rs 10000/- se jyada hogi to aapko advance tax pay karna padega. To ye aapko pahle se anuman lagana padta hai ki aapki tax liability Rs 10000/- se jyada hogi ya nahi. Salaried persons ko advance tax pay karne ki jarurat nahi kyunki unki salary se TDS kaat liya jata hai.
If the Income Tax Liability of any assessee is more than Rs. 10,000 in a financial year, then he is required to pay advance tax.