My small poem for students

RG - A Helping Hand (Company Secretary) (13867 Points)

03 September 2011  

Na daro, bas aaga chalo…

Kitabo ki aandhi mai baho…

 

Jo jalayangi gyan ka deepak…

Dikhayangi  tumko zindagi main safalta ka raasta…

 

Dost mera haar sa ghabrana nahi…

Failure sa sharmana nahi…

 

Log or dost kya kehanga…

Ya vichar mann main laana nahi…

 

Ho gayi hogi koi choti galti…jo pass nahi hua…

To kya hua theek kar langa us galti ko…

Kuch galat to nahi kiya..

 

Ek galti hi to hai…teri jaan sa zyada nahi…

Teri himmat or mehnat hai ussa zyada kahi…

 

To mera dost na daro, bas chalta raho…

Bina dara bina thaka…bas aaga badhta raho…

 

ISSUED IN PROFESSIONAL INTEREST!!!

 

Written by ---RG