Journey of my ca carrer

CA Dnyaneshwar Gopale (CHARTERED ACCOUNTANT) (501 Points)

25 January 2016  
I am from pune basically very rural area I have comple my ca final 1 group with 72 marks in isca in nov 15 I seen lot of students frustration in ca exam due to results let see main ek bahot rural area se hu Mother house wife aur kheto main as a labour kam karti thi aur father as a Gardening care ka kam karate hai father still wahi kam karte hai 10th class main main exam diya uske bad Stud firm main maine cleaning ka kam kiya uske bad 10th results lag gaya 67 % mila uskr bad kya phir sabne kaha ITI kar le jaldi job milega lekin open cast hone vajah se ITI ko admissions nahi mila phir science ka to kharcha nahi zel sakta tha phir commerce choose kiya phir 2009 main 83% lakar college main first aya tan tak kuch bhi pata nahi tha jab collage ka annual day tha tab sabne bataya CA karo tab se information collect karna chalu kiya at the end civil service jaisa exam hai ca aisa pata chala bahot tough hota hai marathi medium walo ko nahi jamega tu mat kar sab friendls relative ne advice kiya phir (aikave janache karave manache manache) liya maine cpt 100 marks mile wo icai ne sab se bada upkar kiya mere par phir ipcc may 12 ko both group without class kiya aur nov 15 ko grp 1 aur isca ko 72 marks laya abhi bhi muze English nahi ati bolna ekdum ache se family background bhi mera well educated nahi hai koi bhi family main 12th bhi pass nahi kiya lekin phir bhi main is tak pahuncha sirf self confidence aur hard work sirf itna hi kehna hai tum sabko ki aisa decision mat lo jab tum at the age of 50 aisa na lage ki mere se jindgi main kuch karna reh gaya yar friends PAIN IS TEMPORARY GAIN IS PERMANENT ALL THE BEST FRIENDS 9822815939