Ji lo is zindgi ko ji bhar k kyoki zindgi na milegi dobara.

Hardik Dave (IPCC and CS Professional(FINAL) Student)   (15533 Points)

01 August 2011  
. . Jaane ab hum itne bade ho gaye. . . . . . . . . . . . . . Kabhi pehli baar school jane me dar lagta tha, aaj milte hi dost ban jate hain.... Kabhi maa-papa ki har baat sacchi lagti thi aaj unhi ko har pal jhut bolte hain.... . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . Pariyon ki kahani ki jagah aaj kal raat ko phone pe dosto ki bate sunna zyada achha lagta hai. . . . . . . . . . Pehle 1st ane k liye pure saal padhte the, aaj pass hone ko taraste hain. . . . . . . . . Cartoons ki jagah ab reality shows achhe lagte hain. . . . . . . . . . . . . . . . . . . . Kabhi chhoti si chot lagne pe itna rote the, aaj dil tut jata hai fir bhi sambhal jate hain. . . . . . . . . . . . . . . . . . Pehle dost bas saath khelne tak yaad rehte the, aaj wahi dost jaan se zyada pyare lagte hain. . . . . . . . . Ek din tha jab pal me ladna pal me manana to roz ka kam tha, . Aaj jo ek bar juda hue to fir gehre rishte tak hol jaate hain. . . . . . . . . . . . . . . . Sach me Zindagi ne bahut kuch sikha diya, jane kab hume itna bada bana diya ! . . . Ji lo is zindgi ko ji bhar k kyoki zindgi na milegi dobara. . .smile.