Essay on ca student

others 763 views 6 replies

ESSAY ON CA STUDENT
CA student ek vichitra praani hota
hain..
Yeh jyadatar Institute ke paas paya
jaata hain..
Inhe fail honey main mahaarat haasil
hoti hain..;) 
Inme padhne ka keeda hota hain,
isiliye yeh metro main, bus stand,
park ,gurudware ,library me in
short kahi bhi..
khalli jagah par padhte hue dekha ja
sakta hai.
Inme baat baat par maaro maaro
chillane ki
aur party mangane ki aadat hoti hai.
nhe sone se nafrat hoti hai
yeh subha 5 baaje utth te hai aur raat
ko 12 baje sothe hai.
Waise toh bharat ke kai rajyon me
yeh paaye jaate hai..
ITO inka priya milan sthal hai.
Inki kamaai ek chaai waaley se bhi
kam hoti hain.
Inke ghar mai AC ho na ho paar class
me AC nai hone par
yeh marne maarne pai uttar aate hai.
Inme male prani class me comment
pass karna,
seeti bajana ,break break chilana,
ladkiya tarne me bhi samarth paaye
jaate hai..:)
"Inhe apne employer aur ICAI ki
buraai karney mein vishesh anand
praapt hota hain.":)

Replies (6)

It is definition of a CA Student under section 420 of the Indian Student Act, 1800....

VERY TRUE...

INKI TEEN PRAJATI HAI....

CPT

IPCC/PCC

OR

        FINAL........!!

 

PCC WALE endangered species hai.....Vilupt hone ke kagar pe hai...

Ab inki nayi Prajati (IPCC) har jagah fael rahi hai....

 

Exams K dino main me...ye apni Gufah(ghar) pe rehna pasand karte hai....

Bina shikar kiye...Bhuke pyase...aise hi....Rehte hai...

 

Exam ke baad Ye wapas...Apni harkat main aa jate hai (FACEBOOK,TWITTER,YAHOO,BYKING,FRIENDS...) 

 

YE AJKAL OTHERS INSTITUTE KE PAAS BHI MANDRATE HUE NAZAR AATE HAI...

EK TEER SE DO YA TEEN SHIKAR KARNE KA HUNAR SIKH LIYA HAI...(PURSUING CA,B.COM WITH CS...CWA..ETC)

 

kya baat hai sanket tumne to act.. hi bana dia :D 

aryan thank for adding left annexure :D 

Originally posted by : rahul sharma

kya baat hai sanket tumne to act.. hi bana dia :D 


Its not made by me Rahul...

I just put a reference of that section of the act......wink

good one rahul sanket and aryan ... keep sharing...


CCI Pro

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register