Ek kavi garibi se tang aa kar................

GOPAL AGGARWAL (DOING NOTHING) (1339 Points)

24 November 2012  

1 KAVI garibi se tang aa kar Daku Ban gaya.

Daaka dalne 1 bank gaya aur kaha

Arz hai Takdir me jo h wahi Milega

HandsUp Koi apni Jagah se nahi Hilega...

 

kuch khwab meri aankho se nikaal do

Jo kuch bhi tumhare paas hai jaldi se is bag me daal do...

 

Bahut koshish karta hu uski yaad bhulane ki,

koi koshish na kare police ko bulane ki....

 

Bhula de mujhko kya jata hai tera,

Me goli maar dunga

jo kisi ne picha kia mera...