दो ई वे बिल एक बिल के अगेंस्ट

99 views 2 replies
एक बिल के अगेंस्ट वेहिकल में जगह कम होने के कारण यदि दो वेहिकल में माल डाल दो अलग अलग ई वे बिल बना सकते है क्या जब बिल एडिट नही कर सकते हो
Replies (2)
Aap e-way bill mein sub Type : SKD/CKD select karke one single invoice raise karenge, aur agar 2 conveyance hain toh 2 delivery challan Bana kar dono ka e-way bill tayyar karenge. aur har delivery challan ke sath invoice ki copy sath lgaenge. aur Jo conveyance aakhri mein jaega, uske sath original invoice ki copy lagegi.

note- ek invoice, 2 delivery challan, 2 e-way bill generate honge delivery challan par.
Agree with Pankaj sir...


CCI Pro

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register