And exam hone ke baad jab hame pata chalta hai ki koi silly mistake ho gayi hai.............tab khud par jo gussa ata hai....Can't explain
mene to kabhi ghar aakar koi ques. check hi nahi karta ki sahi hai ya galat...tension jada badd jaati hai.. ek exam finish hone ke baad ka mood kyon kharab kare...