Guest
Ek ajeeb haqiqat-
Rs. 100 ka note bahut jyada lagta hai jab ''garib ko dena ho''
magar hotel me baithe ho to bahut kam lagta hai...
3min ishwar ko yad karna bahut muskil hai,
magar 3hrs ki film dekhna bahut aasan
Pure din mehnat k bad gym jana nahi thakata,
magar jb maa-baap k pair dabane ho to log tang aa jate hai...
socho aisa kyon???????????/