Shiv and paravati...ek anokhi kahani!!!!

others 39085 views 6 replies

Once Paravati Ji went to lord Shiva and asked him….”Aap toh kehte hai aapke Sache Bhatk(devotees) kabhi Bhuke pet nahi sote…aap unke liye koi na koi bandobash kar dete hai..

 

Lord Shiva:  Ya its true….mere bhakt ko mein kabhi bhuke nahi sone deta chahe kuch bhi ho…

 

Paravati Ji : If I prove you wrong then??

 

Lord Shiva: “Aisa kabhi ho hi nahi sakta?”

 

Paravati Ji: Okay then let see…..

 

Kuch din beet gaye…Paravati Jin e do Sadhu(Sage) jo shiv ji ke Bhakt thay…unhe Cheeti(ant) banakar ek bottle main band kar  diya..and bottle ke upar choti choti ched(holes) kardi…taki wo saas le sake…..and Shiv ji se boli…ab inhe kaun khana deta hai main bhi aaj dekhti hoon…

 

Kuch ghante beet gaye…Parvati ji…fir bottle ko upar se dekh rahi thi…dekha ki dono…Cheetiya….bethi hui hai bottle ke andar…..wo khush ho gayi ki…aaj toh bhagwan Shiv har jayenge…

 

Fir kuch ghante beet gaye….jab Paravati Ji ne iss bar bottle ko dekha toh…usme kuch chawal(rice) ke dane thay jo…dono cheetiya aaram se wo chawal ka dana kha rahi thi!!!

 

Yeh dekh kar Paravati Ji Hairaan ho gayi…and Unhe Shiv ji par shak hua ki kahi Shiv ji ne inhe chawal ke dane toh nahi diye..

 

Paravati ji shiv ji ke paas gayi and unse kehne lagi aapne apni jeet ke liye unhe khana de diya….ye toh bilkul bhi uchiit nahi kiya aapne..

 

Shiv ji jor jor se hasne lage…and unhone kaha “Maine aisa kuch bhi nahi kiya…”

 

Paravati Jin e poocha fir unhe khane ko kisne diya….

 

Shiv Ji bole….Jab tum unhe dekh rahi thi..upar se…tab tumhare maathey(forehead) par lage…Roli aur Chawak ke Tilak….ka Chawal utar ke uss bootle ke Chhed(holes) se bottle me ja gira…and unhe khana mil gaya…

 

Mene kaha tha na mere sache Bhakt kabhi Bhuka nahi soya karte….

 

Paravati Ji Muskurayi….and kehne lagi haan bhagwan main bhi aapki baat manti hoon….

Replies (6)

wow very nice story...keep sharing..

Nice one Aryan, Thankyou

Good one...................

 

Its all about trust....................

 

Trust God and u will find solution for every problem...................

gud story.......

Har Har Mahadev.. 

Bholenath ki mahima alag hai aur isliye unhe devon ke dev mahadev kaha jata hai. You story is very interesting.

According to Hindu mythology, Lord Shiva is one of the three supreme gods. There is an interesting story behind the birth of Lord Shiva. One day Brahma and Vishnu were arguing which among them is more powerful. The same time, a massive, fiery pillar appeared. The roots and branches of the tree extended beyond the view of the earth and sky.

Now book pandit online for shiv puja.


CCI Pro

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register