Must read ...waqt nahi...

waqt nahi......! Har khushi Hai Logon K Daman Me, Par Ek Hansi K Liye Waqt Nahi. Din Rat Daudti Duniya Me, ... Zindagi K Liye Hi Waqt Nahi. Maa Ki Lori Ka Ehsaas To Hai, Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nahi. ... Sare Rishton Ko To Hum Mar Chuke, Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi. Sare Nam Mobile Me Hain, Par Dosti K Liye Waqt Nahi. Gairon Ki Kya Bat Kare, Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi. Aankhon Me Hai Neend Badi, Par Sone Ka Waqt Nahi. Dil Hai Gamon Se Bhara, Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi. Paison ki Daud Me Aise Daude, Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi. Paraye Ehsason Ki Kya Kadar Kare, Jab Apne Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi. Tu Hi Bata Ae Zindagi, Iss Zindagi Ka Kya Hoga, Ki Har Pal Marne Walon Ko Yaha, Jeene K Liye Bhi Waqt Nahi… True Na.......
Replies (3)

Good one rahul

kisi k pass waqt nhi.... 

 

Very True...........

khushi pane ke liye dodti duniya

par khushi mile to use jine ka waqt nahi

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register  

Company
ARTICLESHIP 30 September 2026
CA Article Assistant

CA Suraj Garg & Associates

New Delhi

CA Final

View Details
Company
12 October 2026
AUDIT , ACCOUNTS AND TAXATION

KDSS

New Delhi

B.Com

View Details
Company
12 October 2026
Chartered Accountant - Internal Audit

HKC | Chartered Accountants & Business Advisors

Ludhiana

CA

View Details
Company
05 October 2026
Senior Accountant

Vision IT Peripherals Pvt Ltd

Mumbai

B.Com

View Details
Company
Featured 03 October 2026
Accountant

A P Lodha and Associates

Jalna

B.Com

View Details
Company
22 September 2026
Account Assistant

Chirag P Shah & Co. Chartered Accountant

Pune

B.Com

View Details
Company
14 October 2026
Asst. Manager/Dy Manager (Costing)

manufacturing

Pune

CMA

View Details
Company
26 September 2026
Chartered Accountant

pushpganga ventures

Pune

CA

View Details