ae dil tu itna kyon sochta hai baar baar,
jinki galti thi wo tujhe latka gaye beech majhdhaar,
aur tu ab bhi sochta hai baar baar
kaash aisa hota to kaisa hota, waisa hota to kaisa hota
maan le beta is jungle mein ab tu hi bacha hai sher, chal ghar jaldi warna ho jayegi der