banner_ad

B+............

Inspirational 2985 views 50 replies

Dear All,

Judgement day (Result Day) are very near.

So B+ & Feel +ve. This post is Specially for all of you.

Regards

CMA. Sanjay Gupta.

Replies (50)

HARTA JO NAHI MUSHKILO SE KABHI,
JISKA MAQSAD HAI MANJIL KO PANA,
DHOOP MEIN DEKHKAR THODI SI CHHAYA,
JISNE SIKHA NAHI BAITH JANA,
AAG JISME "LAGAN" KI JALTI HAI,
"KAAAAAMYABI" USI KO MILTI HAI...

 MUSHKILO SE BHAG JANA ASAN HOTA HAI,
HAR PEHLU ZINDAGI KA IMTIHAN HOTA HAI,
DARNE WALO KO MILTA NAHI KUCH ZINDAGI ME,
LADNE WALO K KADMO ME JAHAN HOTA HAI.......

Na Pucho Ki Manzil Kaha Hai,
Abhi To Bas Safar Ka Iraada Kiya Hai.
Na Haarenge Hausla Umra Bhar,
Kisi Aur Se Nahi Khud Se Vaada Kiya Hai...

 

“Raah mein kaante ek do nahi hote

raah kaanton se bhari hoti hai

Manzil us raah ki aakhiri chor par khadi hoti hai

Jahan har kadam par milti ek nayi choti hai

Dekh use jinke hounsle dagmagaate hain

Ve manzil ko bhula kaanton mein ulajh jaate hain

Jinki nigaah manzil par hoti hai

Ve kaanton pe hi chalkar manzil ko paate hain”

‘हौंसल्ले हो बुलन्द तो हर मुश्किल को आसां बना देंगे,
छोटी टहनियों की क्या बिसात, हम बरगद को हिला देंगे।
वो और हैं जो बैठ जाते हैं थककर मंजिल से पहले,
हम बुलन्द हौंसल्लों के दम पर आसमां को झुका लेंगे।’

Ye zindagi sangarsh hai.

 

Kabhi Dard Hai, Kabhi harsh hai,
Ye zindagi sangarsh hai.

Kabhi har hai, kabhi jeet hai
Yahi zindagi ki reet hai
Hai jeeta wahi is jag mein
Jo haar ko bhi gale lagata
Saharsh hai.
Kabhi Dard Hai, Kabhi harsh hai,
Ye zindagi sangarsh hai.


Na rukega tu, Na jhhukega tu
Path ki badhaon se
Na darega tu, bas ladega tu
Tere jeevan ka lakshya
Wo taro bhara akash hai.
Kabhi Dard Hai, Kabhi harsh hai,
Ye zindagi sangarsh hai.


Lakshya ko hi apna sab kuch jisne mana hai,
Gir kar uthana uth kar sambhalana
Jis ne jana hai
Paya usi ne yahan utkarsh hai.
Kabhi Dard Hai, Kabhi harsh hai,
Ye zindagi sangarsh hai.

Nigaho Mein Manjil the,
Gire Aur Gir Kar Sambhalte Rahe,
Hawao Ne Bahut Koshish Ki
Magar Chirag Andhiaon Mein Bhi Jalte Rahe

Parindon Ko Manjil Milege Yakeenan
Yeh Faile Hue Unke Par Bolte Hai
Aksaar Woh Log Khamosh Rehte Hai
Zaamane Mein Jinke Hunar Bolte Hai

Zindgi kanto ka safar hai
hausla iski pahchan hai
rasto par to sabhi chalte hai
jo raste banaey wahi insan hai

MUSHKILEN DIL KE IRADEY AAZMAEGI,
KHWABON KE PARDE NIGAHO SE HATAEGI,
GIRKAR HAUSALA MAT HAARNA AE DOST,
YEH THOKREN HI APKO  CHALNA SIKHAEGI

Sir ...

chaa gaye ....pure shayar ban gaye aaj to .. ab to mehfil sajani padegi ...

mehfil saz jayegi jab baithenge

manmohan , vikash ,  aur aap ...

jst kidding ...

Sanjay Bhaiya is in full form!!!!!!

keep it up

very good inspirational messages sir for all............

 

Thanks for sharing.........

 

BEST OF LUCK TO ALL CA RESULT SEEKERS...... MAY YOU ALL CLEAR UR EXAMS WITH FLYING COLOURS...............

;(aur main......

 

Nazar Ko Badlo To Nazare Badal Jate Hai,
Soch Ko Badlo To sitare Badal Jate Hai,
Kashtiya Badal ne ki jarurat nahi,
Disha Ko Badlo to Kinare Khud-b-Khud badal jate hai.


CCI Pro

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register  

Company
Featured 27 May 2026
Lead Conversion Executive / Sales Closing Executive

SMJ global advisors pvt ltd

New Delhi

B.Com

View Details
Company
ARTICLESHIP 15 May 2026
ARTICLE ASSISTANT, TRAINEE AND PAID ASSISTANT

YOGESH KAPOOR AND ASSOCIATES

New Delhi

B.Com

View Details
Company
07 June 2026
Tax Associate

Rajkumar Jain & Co.

Ahmedabad

Graduate (Any)

View Details
Company
Featured 26 May 2026
Account Executive

SMJ global advisors pvt ltd

New Delhi

B.Com

View Details
Company
26 May 2026
Education Content Creator

Adyayam Education LLP

Bengaluru

CA Foundation

View Details
Company
ARTICLESHIP 09 June 2026
Article Trainee

Numbertree LLP

Mumbai

CA Inter

View Details
Company
ARTICLESHIP 04 June 2026
Article

Rakhecha & Co.

New Delhi

CA Inter

View Details
Company
27 May 2026
Audit Assitant

Virender K Gupta and Co

New Delhi

B.Com

View Details