B+............

thanks sir

Hum Hongey Kamyaab Sanjay Bhaiya

this is our time!!!!!!!!:)

Thank you bhaiya for such inspiring and motivating poems....Sach kaha hai Renu ne ab toh mehfil sajani hogi.

Awesome ........!!!!
Originally posted by : CMA. CS. Sanjay Gupta

Ye zindagi sangarsh hai.


 

Kabhi Dard Hai, Kabhi harsh hai,
Ye zindagi sangarsh hai.

Kabhi har hai, kabhi jeet hai
Yahi zindagi ki reet hai
Hai jeeta wahi is jag mein
Jo haar ko bhi gale lagata
Saharsh hai.
Kabhi Dard Hai, Kabhi harsh hai,
Ye zindagi sangarsh hai.


Na rukega tu, Na jhhukega tu
Path ki badhaon se
Na darega tu, bas ladega tu
Tere jeevan ka lakshya
Wo taro bhara akash hai.
Kabhi Dard Hai, Kabhi harsh hai,
Ye zindagi sangarsh hai.


Lakshya ko hi apna sab kuch jisne mana hai,
Gir kar uthana uth kar sambhalana
Jis ne jana hai
Paya usi ne yahan utkarsh hai.
Kabhi Dard Hai, Kabhi harsh hai,
Ye zindagi sangarsh hai.
 

 

Very Nice lines Sanjay ji...

 

"Sawaar ho jaaye jab junoon sar par,
ki kuch paanaa hai,
Reh jaayega phir kya duniyya mein,
jo haath nahi aanaa hai"

devil

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register  

Company
Featured 27 October 2026
semi-qualified CA

Saini Pati Shah & Co LLP, Chartered Accountants

Mumbai

CA Final

View Details
Company
ARTICLESHIP 29 October 2026
Article Assistant (CA Inter / CMA Inter) - Thrissur

Varma Raja & Associates

Thrissur

CA Inter

View Details
Company
12 November 2026
Auditor

Oz Taxation

Vijayawada

Graduate (Any)

View Details
Company
ARTICLESHIP 28 October 2026
Article assistants

Shyam S Gupta and Company

New Delhi

CA Inter

View Details
Company
Featured 17 November 2026
Chartered Accountant

M/s. A V C & Co.

New Delhi

CA

View Details
Company
10 November 2026
FP&A Executive

Gujarat Guardian

Ankleshwar

CA Final

View Details
Company
14 November 2026
Manager - Indirect Tax (GST)

Westbridge Consulting LLP

New Delhi

CA

View Details
Company
Featured 07 November 2026
Paid Assisstant

DPV & Associates

Chennai

CA Inter

View Details