Raaste abhi aur bhi hein....

Inspirational 1950 views 23 replies

Raaste abhi aur bhi hai

Khwabon ki duniya sajaakar,
dhokhe bahut khaye hai.
Tabhi ek aawaaj ayi,
Soch mein ab kyon pada hai.
Jindagi ke raaste mein,
Sochna abhi aur bhi hai.
Karm ki rahon par chal le,
Raaste abhi aur bhi hai.


Dur najrein kyon gadhaye,
duniya chamakti ret si hai.
Paas jaakar dekh usko,
yeh chamak bhi khokhli hai.
Ek raasta band hua toh,
Dusra abhi aur bhi hai.
Karm ki raahon par chal le,
Raaste abhi aur bhi hai.


Kamal bhi keechad mein khilta,
dekh usko tu badal ja.
Koyale ki khan mein bhi,
heere ki talaash kar ja.
Kya hua jo na mila toh,
Ek heera aur bhi hai.
Karm ki raahon par chal le,
Raaste abhi aur bhi hai.


Unchaaiyon se khafa hai kyon,
baat chal le ye batohi.
Tu nigaahein yun gadha le,
Najar aaye rah teri.
Doraha pe khada toh kya,
ek raasta aur bhi hai.
Karm ki raahon par chal le,
Raaste abhi aur bhi hai.


Jindagi ke mod tedhe,
chal sambhalkar ye batohi.
Karm karke raah banaa le,
yeh raah aasaan hogi.
Le shapath tu aaj se hi,
karm hi teri jindagi hai.
Karm ki raahon par chal le,
raaste abhi aur bhi hai.


Kyon bhatakta man hai tera,
khwaabon ke aansu kyon chhalakte.
Iss duniya se bahar aakar,
ek duniya fir basaa le.
Ek Akela tu nahi hai,
duniya mein kayi aur bhi hai.
Karm ki raahon par chal le,
raaste abhi aur bhi hai. 

 

Author: Unknown

Replies (23)

Sochta hoon kuchh likhoon,
par kalam haath aati nahin.
Kahne ke liye munh jubaani,
kuchh baaten rahti nahin.

 

Really Nice Poem Sir...

Really nice inspirational poem. Thanks a lot sirji. Keep sharing............

Thanks for this wonderful post Sanjay Ji…it is really inspirational and motivating and can be referred again and again for desired motivation.

 

"Hold yourself responsible for a higher standard than anybody else expects of you. Never excuse yourself. Never pity yourself. Be a hard master to yourself-and be lenient to everybody else."

 

"You can be anything you want to be, if only you believe with sufficient conviction and act in accordance with your faith; for whatever the mind can conceive and believe, the mind can achieve."

 

Regards

Ankur

Thank You All For Your Comments...

Thanks Ankur Ji for addition from your side....

Thank you Sanjay Bhaiya for the motivating and inspiring poem....bookmarked.

Road To Success

The road to success is not straight.
There is a curve called Failure,
A loop called Confusion,
Speed bumps called Friends,
Red lights called Enemies,
Caution lights called Family,
You will have flats called Jobs,
But, if you have a spare called Determination,
An engine called Perseverance,
Insurance called Faith,
A driver called God,
You will make it to a place called Success. 

What anice poem bhaiah, karm ke raho pe chal le, raasthe abhi aur bhi hein.. abhi dekhna, sehna, hasna rona..aur abhi baki hein... this poem reminded one hindi old song.."Hazaro mil lambe rasthe tujhko bulathe, bichona dharti ko karke, arey aakash odhle, yaha pura khel abhi jeevan ka tuney kaha hein khela.." Thankyou bhaiah, great composition,

@ Vandana - Thanks for the addition from your side.

@ Harini - Thanks for your kind words.

 

Ek Akela tu nahi hai,
duniya mein kayi aur bhi hai.
Karm ki raahon par chal le,
raaste abhi aur bhi hai. 

Thanks Sanjay Sir (karm ki raahon mein chal le, raaste abhi aur bhi hai.) true lines.............

“I came out alone on my way to my tryst.

But who is this that follows me in the dark?

I move aside to avoid his presence

but I escape him not.”

 

For the poet, the tryst still pains his heart. But the the mind is desperately seeking another direction. The poet must live !!!

Trademark Sourav Banerjee comments....Thanks Sourav Da...

Sanjay Sir - 

This Poem is One of the Most Inpirational Which i ever read through out in my life .......

 

A Very Big thanks Sir For This Rocking  Post 

Realy true lines sanjay sir.Smile. Thanku for sharing.
Originally posted by : Manjul Soni.
Vivek Sir
This Poem is One of the Most Inpirational Which i ever read through out in my life .......
 
A Very Big thanks Sir For This Rocking  Post 

Manjul Ji aapne to mera naam hi change kar diya....hahahah

Really very nice.....!!!!!!!!!     

  Thank You Sanjay Sir for such a great post..

 


CCI Pro

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register