Guest
I am thinking -
Agar life hamari aisi hoti ki hamko koi kaam na karna pade,
bhagwan bola mota ho jayega, thoda work, thoda walk, thodi masti
mai bola thodi masti---bhagwan bola aur kitni chahiye
maine kaha full of life- is par bhagwan bola- can u spent time for me
maine kaha - no jab in se fursat mil jayegi tab sochunga,
god ne kaha sochega- aur kya 6-8 hours sone ke liye, 10 hours kaam ke liye, 4 hours mom dad ke liye, 1 hour connect for everyone
and last 55 minute for my gf and balance 5 minute for u
bhagwan bola tera kuch nahi ho sakta - maine kaha jab 2 hour per day aapko yaad karta tha toh aapne kaun sa mujhe raja bana diya
god bola You ar think every time in negative isiliye tum yahan par ho
Maine kaha.....
I can promise, i will try for change my thinking negative to positive
Waqt badla aur sari chijen badal gayi...............
So Friends aapke man main sab se pahla jo vichar aaye usi ko mano????? aur bhul jao ki kya hoga
you can feel good and reply always positive.