student
58 Points
Joined September 2009
CS ka attempt aa gya,
Padai ka khumar cha gya
laage he sab yaar mere padne padane me,
Kuch bethe he meri tarah mazze udane me.
samjh nai aa raha he kaise jeeyu yehh pal
binna masti mazak k ..
samjh nai aa raha ki kaise karu padai binna
ikhtihar k.
Pass kar lena ab na munkin sa laagne laaga he,
fail hone ka darr abb sach me laagne laaga he.
kaise kis afat se pichaa chuda paduga
kyaa sach me NEW YEAR aache se banna pauga??