na mili hun ,nahi didar hua hai tera
in naino ke khwabo mein tera hua basera
jante ho kyun tere yaad-e-ehsaas se
hamara man khilta hai
samjho na tere aur hamare dil ka rang
kuch kuch milta julta hai
na mili hun ,nahi didar hua hai tera
in naino ke khwabo mein tera hua basera
jante ho kyun tere yaad-e-ehsaas se
hamara man khilta hai
samjho na tere aur hamare dil ka rang
kuch kuch milta julta hai