Student + A.M.- Finance
2530 Points
Joined January 2011
| Originally posted by : Abhimanyu Bind |
 |
@ Rahul:- Are you sure about Shree Krishna Ji Rahul? |
 |
Mr. Bind........Yaar mujhe aisa kyun lagta hai har baar ki sab ka najriya ek sa hi kyun hai
maine toh yaha yahi likha hai ki Mom dad, sis and bro ka pyar......esi k liye toh bhagwan dharthi par aaye chahe woh Sri. Krishna ji ho ya phir Sri Ram
or waise bhi maine aisa kab kaha ki Sri Krishna ji GF ke liye dharthi par aaye........
Yaar duniya Sirf GF tak hi simit nahi hai........ in ke alawa bhi Zindagi main bahut kuch hai
Khud find karoge toh pata chlega........Thanks for your Great Words..........Rahul