Today's shayari

others 783 views 3 replies

EK MUSSAFIR GHAR SE NIKLA DIL MAIN THAY ARMAAN...

EK TARAF THA...SAMSAAN TO DUSRI TARAF THA KABRISTAAN...

PAIR(LEG) EK HADDI(BONE) SE TAK RAYA....

TOH HADDI KE THAY YE BAYAN............

"AE CHALNEWALE ZARA DEKH KE CHAL KABHI HUM BHI THAY INSAAN" 

Replies (3)

HASNE KE BAAD KYU RULATI HAI DUNIA....

 

YAAD AANE KE BAAD KYU BHULATI HAI DUNIA.........

 

KYA ZINDAGI MAIN KOI KASAR BAAKI REH GAYI THI...

 

MARNE KE BAAD BHI "JALATI" HAI DUNIA.....!!

Wajah toh bahut hain aaj, tujhse nazrein na milaane ki, Wajah toh bahut hain aaj, Tujhe fir mudkar na dekhne ki, Jo tode the waade, jo todi thi kasmein, Jo dil todne ki tumne humesha, nibhaayi thi rasmein, Wajah toh bahut thi, tujhse pyar karne ki, Wajah toh bahut thi, tera intzaar karne ki... # Swaatiwithdreamz ♥ #
Aryan, aaj duniya mein zinda jalane ke log bhi hein, marne ke baad jalathey hein tho samjho, hum bachgaye!!!..


CCI Pro

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register