sab frod scheme lagti hai

178 views 2 replies
sir Jo retailer books maintain nahi karna chahta. uske liye compotition g.s.t Jo banaya hai ..jiski limit 50 lac rakhi hai...to us retailer ko bill bhi katne ki jarurat nahi hai kiya.kisi Coustmer ke liye.....agar aisa hai to fir se yeh g.s.t ka system kacchhe kaam ko bada dega.
Replies (2)
maan lejiye mein retailer ek saal mein 50 lac ki purchase karta hoon ..aur sale ek saal mein 70 lac ki karta hoon .aur Maine comptition g.s.t le rakha hai...to gov ko kiya pata chalega mere turnover ke bare mein kyunki gov ne hi kaha hai ki is scheme mein koi books maintain nahi karni....so mein to har saal 40 - 45 lac ki sale bata ke uska 1% deposit kara doonga bki ka tax mujhe Bach gaya ...aap kiya. kahenge is bare mein
You have to file quarterly return showing your turnover and also one annual return
You have maintain books as well as invoice it is not mentioned anywhere in the act that u don't need to maintain books of accounts
Acchi scheme Hai kya bolte ho


CCI Pro

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register