GST Registration

Registration 230 views 9 replies
mera business milk se bna products ka hai aur besan ka sonpapdi v hai ...jisaka kaam karne ke liye payment lene dene ke liye current account ka jarurat h but mera business bada nhi h isliye GST lena jaruri nhi h but payment lene dene me current account ka jarurat padta h ......

agr main current account open kara lu gst no le ke too mere gst return me milk products nil % wala me turnover dikha sakta hu....
Replies (9)
Pura nil toh naahi hosakta kyuki aap sonpapdi bhi toh bechte hain
Haa mera thoda bhut business sonpapdi ka h tooo main 3b me sonpapdi ka turnover dikha kar file kar dena thik hoga nn
Ji normal returns gstr 1 aur gstr3b aap file karsakte ho
Agar aapka turnover registration limits se Kam hai to aap ko GST registration lene ki jarurat bhi nhi hai.
Payment lene dene me problem ho raha h isliye registration jarurii pad raha .....koi option h without gst ka payment karna bank bool raha current account open karne ke liye
Jaha tak mujhe pata Hain current account ke liye gst registration toh Nahi chahiye
Ek baar main bank pta karuga
Current account open krwane k lie GST Registration hona mandatory nhi hai...aap open krwa skte hai bank Jake.
Ask your bank to give you in writing that GST registration is compulsory for opening a current account. They won't give you anything in writing. Look for other bank in your area.


CCI Pro

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register