Ek budhe kisan ne apne bete ko jail me khat likha- "beta me aalu ki fasal nahi bo sakta, Itna bada khet mujse nahi khudega
kash tu meri madad kr pata."
Bete ne wapas jawab diya- "papa aap khet mat khodna mene waha hathiyar chupa rakhe hai.
Agle din police force ne sara khet khod diya par hathiyar nahi mila..
Bete ne fir baap ko likha- papa yaha se me itni hi madad kr pauga, Aap ab aalu uga dijiye..


