'mein aur meri tanhai' in the times of economic downturn.

Others 1452 views 2 replies

 

'Main aur meri tanhai aksar yeh baatein karte hein, 
Teji hoti toh aisa hota, 
Teji hoti toh waisa hota. 
Hum yeh lete hum woh lete. 
Hum is baat pe party lete hum us baat par treat dete. 
Main aur meri tanhai aksar yeh baatein karte hain. 
Yeh kahaan aa gaye hum...?
Yeh raat hai ya mandi ka aanchal, 
yeh mandi ka jhoka hai ya kisine SENSEX ko thoka hai, 
Yeh toofan ki hai awaaz ya Brokeron ka rona? 
Yeh soch ta hun main kabse gumsum, 
jabki mujhko bhi yeh khabar hai ki teji nahi hai kahin nahin magar ye dil hai jo keh raha hai teji yahin hai, yahin kahin......

Replies (2)

ha ha ha , very nice

teri meri tanhai aksar ye bate karti he.........    ki tanhai kahi ruke na jaye,,,,,,,,,,,,,,,,,,aur is tanhai me kahi ham kho, na jaye..........................tanhai .......tanhai  sab ek dusre ki bate karti he   par use tanhai ko mehsus karne wale ki bat koi nahi karta....................

 

 

 

 

nilesh nandankar ( c.a final , c.s executive student)


CCI Pro

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register