Teen dosto ki kahani

CA Pallav Singhania (❤ Work Hard Party Harder ❤)   (32102 Points)

18 December 2011  

 

“3 dosto ki kahani”

  1 GYAN (KNOWLEDGE)

2 DHAN (WEALTH)

3 VISHWAS (TRUST)


Tino achhe dost the,aur unme bahut pyar tha,


Ek aisa waqt aya ki tino ko juda hona pada,tino ne ek dusre se pucha ki kaun kaha jayega?


GYAN-ne kaha mein mandir,masjid,gurudware,church aur vidyalay jaunga.

DHAN ne kaha mein mahal aur amiro ke pas jaunga.

Lekin VISHWAS chup tha.

Gyan and Dhan ne Fir Vishwas se Poocha "Batana yaar tu kaha jayega??"

To VISHWAS ne thandi sans bhar k kaha-

mein EK bar chala gaya to phir kabhi vapas nahi aaunga..!!!