satyam@sholay

 

Jai : Mausi, Veeru Satyam mein kaam karta  hai..
Mausi : Hai ram..!!! Aur kahin try nahi kiya kya??
 
Jai : kahan mausi, 2 saal Satyam me rahne ke baad koi Company leti kahan
hai...
Mausi : Hi Raam to kya 2 saal se Satyam mein hi hai..
 
Jai : haan socha tha 2 saal me salary hike hogi hi.
Mausi : To kya salary BHI KAM milti HAI..?
 
Jai : Ab appraisal bhi to asaani se kahaan hota hai  mausi..
Mausi : Hai hai ...!! To kya appraisal bhi nahi hua uska..?
 
Jai : Senior se ladai karne ke baad mein achhi rating
nahin milti hai na... Mausi..
Mausi : To kya seniors se ladta bhi hai..?
 
Jai : Ab 2 saal tak onsite Jane  ko na mile to ho hi jaati hai ..
Mausi : To kya AB tak onsite bhi nahi gaya ..???
 
Jai : Ab Outdated technology ke developer  hai to yahi hota hai na mausi
Mausi : kya kaha ladka  Outdated technology mein kaam karata hai..!!!
 
Mausi : Kaunse college se padhai ki hai..?
Jai : Uska pataa lagte hi hum aapko khabar  de  denge!!  To main rishta pakka samjhuna mausi???
 
Mausi : Beta, kan khol kar sun Le...Sagi mausi hoon basanti ki, koi
sauteli maa nahi....Bhale hi hamaari Basanti Call Centerwale Chandu  se shaadi kar Le par Satyam ke employee se nahin karegi
 
Replies (1)

 good funny creation

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register  

Company
30 October 2026
Asst Manager Accounts

Goodwin Pumps India Pvt Ltd

Chengalpattu

CA Inter

View Details
Company
Featured 07 November 2026
Chartered Accountant

DPV & Associates

Chennai

CA

View Details
Company
28 October 2026
Assistant Director/ Associate Director-Finance & Accounting

Krea University

Chennai

CA

View Details
Company
16 November 2026
Assistant Article

ZAK & Co. Chartered Accountants

Bengaluru

CA Inter

View Details
Company
ARTICLESHIP 25 October 2026
Article Intern (CA Articleship)

Arpan Bohra & Co

Hyderabad

CA Inter

View Details
Company
ARTICLESHIP 20 November 2026
Article clerk

Jain Sanjay Kumar & Co

Jaipur

CA Inter

View Details
Company
14 November 2026
Manager - Indirect Tax (GST)

Westbridge Consulting LLP

New Delhi

CA

View Details
Company
Featured 27 October 2026
semi-qualified CA

Saini Pati Shah & Co LLP, Chartered Accountants

Mumbai

CA Final

View Details