Kitni ajeeb baat hai na...but true..

Nehas (Al) (425 Points)

10 June 2010  

Kitni ajeeb baat hai na yeh CA karna "Mehnat kisi aur ki aur uski zindagi kisi aur ke sirf signatures main"

Woh signatures hi na mile toh kya kismat, kya bahgwan, kya duniya, kya mehnat, kya sapne.

Sab haar jate hai hai uske samne.