hoonar mujhme nahi.........

HOONER MUJHME NAHI………

Chehre Badalne Ka Hooner mujhme Nahi,
Dard Dil Main To To Hansne Ka Hooner Mujhme Nahi,
Mein to Aaina hun Tujhse Tujh Jesi Hi Mein Baat Karun……
Toot ker Sanverne Ka Hooner Mujhme Nahi..!

Chalte Chalte tham Jaane Ka Hooner Mujhme Nahi,
Ek Bar mil ke Chod Jaane ka Hooner mujhme Nahi,
Mein To Dariya hun, Beheta hi rahaa…
Tufaan se Dar Jaane Ka Hooner Mujhme Nahi…!

SerHado main Bant Jaane Ka Hooner Mujhe Nahi,
Roshani mein bhi Dikh Pane Ka Hooner Mujhme Nahi,
Main To Hawaa hun Mehekati hi rahun…..
AAshiyane main Rahe Paane ka Hooner Mujhme Nahi..!

Sun ke Dard Aur Satane Ka Hooner Mujhme Nahi,
Dharam ke Naam Khoon Behaane Ka Hooner Mujhme Nahi,
Mein To Insaan hun, Insaan Hi Rahu…….
Sab Kuch Bhul Jaane Ka Hooner Mujhme Nahi…!

Apne Dam Pe Jaga magaane Ka Hooner Mujhme Nahi,
Mein To Raat Mein Hi Dikhunga, Din Main Dikh Pane Ka Hooner Mujhme Nahi,
Mein To Chand Hun, Tanha Hi Rahaa…….
Taaro Ki Tarnh, Saath Rahe Paane Ka Hooner Mujhme Nahi..!

Sukh Main Kho Jaane Ka Hooner Mujhme Nahi,
Dukh Main Ghabraane Ka Hooner Mujhme Nahi,
Mein To Jindagi Hun,Chalti Hi Rahun….
Wakt Ka Saath Chood Jaane Ka Hooner Mujhme Nahi..!

Takleef Main Ashak Behane Ka Hooner Mujhme Nahi,
Doston ke Saamne Chip Jaane Ka Hooner Mujhme Nahi,
Mein To Ehsaas hun, Maan Main Hi Basun…….
Bhagwaan Ki Tarenh Patheron Main Rehne Ka Hooner Mujhme Nahi..!

Replies (2)
good one...

thank you vikash.........

but this is not mine........

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register  

Company
ARTICLESHIP 30 September 2026
CA Article Assistant

CA Suraj Garg & Associates

New Delhi

CA Final

View Details
Company
Featured ARTICLESHIP 06 October 2026
Semi Qualified

AJAY SINGH AND CO LLP

Thane

CA Final

View Details
Company
14 October 2026
GST & TDS ASSISTANT

AGGARWAL SANJAY & ASSOCIATES

New Delhi

B.Com

View Details
Company
24 October 2026
CA Industrial Trainee

Fytomax Nutrition Private Limited

Aurangabad

CA Inter

View Details
Company
05 October 2026
Senior Accountant

Vision IT Peripherals Pvt Ltd

Mumbai

B.Com

View Details
Company
ARTICLESHIP 20 October 2026
CA ARTICLE

AMKN & CO

Noida

CA Inter

View Details
Company
19 October 2026
Accountants/Articles (Freshers/Experienced)

ADY & CO.

New Delhi

Graduate (Any)

View Details
Company
14 October 2026
Asst. Manager/Dy Manager (Costing)

manufacturing

Pune

CMA

View Details