GST RETURN REALATED INFORMATION

313 views 9 replies
Hello Good Morning Everyone
Sir mein ek accountant hu Mera jo owner hai vo apne ek client se purchase karta hai. ek baar aisa hua ki jis client se vo goods purchased karte hai us client ne mujhe ek bill ke against Debit note issue Kiya hai aur gst site pe bhi Debit note raise kr rakha hai.

Toh mujhe yeh samjh nhi aa raha usne Debit issue kyun hai hai jabki toh ushe credit Dena chahiye aur credit note hi gst site pe dalna chahiye.us client ne aisa kyun Kiya hai Sir.

Please explain to me each and everything above the question and with examples.

Thank you in advance Everyone.
Replies (9)

US DEBIT NOTE PAR DETAIL LIKHA HOGA .......YA TO FIR US PARTY SE HI BAAT KAR KE CLEAR KAR LIJIYE KI AISA KYUN KIYA HAI ??? MUMKIN HAI KE ....BILL ME QUANTITY YA RATE YA FIR KUCH AUR JO ADD KARNA WO BHUL GAYE THE......UNHONE DEBIT NOTE KE THROUGH DEBIT KIYA HO .

Ha Narendra sir aise hi kuch Kiya hai usne per aisa kyun kiya hai vo Janna hai mujhe aur is se Trading account, profile and loss account and balance sheet in tino me se kaha kaha farak padega.
aur please kuch example ke throw mujhe samajh dijiye pls Narendra sir.

AAP DEBIT NOTE CHECK KIJIYE US PAR PURA DETAIL RAHEGA............... ........... YA TO QTY., YA RATE YA KISI AUR CHIJ KE WAJAH SE UNHONE DR. NOTE RAISE KIYA RAHEGA ........... 

TRADING,P&L , BALANCE SHEET SABHI PAR ASAR PADEGA .

Okay Narendra Sir And Thank You So Much Sir
Sir agar bura na mano toh kya aap apna contact number mujhe share kr sakte hai
I have a small request Narendra Sir

I Can share my mail ID .......... .. My Mail id is NARENNAGORI99 @ GMAIL.COM  

Thanks for sharing your email id Sir
Sir mein isliye kahe raha tha kyunki sir agar mujhe koi aur question puchna parda toh mein apse what's app per directly puch sakhu
Kyunki sir mein aapse baar baar email nhi kr paunga
i hope you understand sir
please Sir.

 I am not an expert   ........... i just share my knowledge ..... what i know ......   & it is just like a drop of ocean ..... but just share me your mail id i will send you my number there . :) 

Dear Gagan, generally ek entity debit and credit note tab issue krta hai jab usko party ke ledger ko reduce or increase karna ho !! According to me in your case it may be possible ki seller ne rate difference ki wajah se apko debit note issue kiya ho. for example by mistakenly koi goods Rs. 70 ka billing kar diya ho instead of Rs. 71... to ab usne apko debit note issue karke differential Rs. 1 se apke ledger ko debit kar diya hoga    

Okay Narendra Sir
This is my email id gagankaushik41 @ gmail.com


CCI Pro

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register