Enjoy the rains...

CA CS CIMA Prakash Somani (Landmark Group) (23512 Points)

15 June 2010  

savan ne bi kisi se pyar kiya tha...

usne use badal ka nam diya tha.

rote the dono ak dusre ki judai me...

aur logo ne use barish ka nam diya tha

 

 

e barish tu itna na baras ke vo ana sake,

e barish vo anne ke bad itana baras ke wo jana sake

 

 

 

kagaz ki kasti thi...

pani ka kinara tha.

khelne ki masti thi...

dil ye awara tha.

kaha aa gaye samajdari k daldal me...

...yaar wo bachpan hi pyara tha