Akhir kyu????????????

Kanhaiya (Nangia & Co.) (1981 Points)

11 August 2011  

aakhir kyun humesha wo hota h jo hum nahi chahte.

kyu jane-anjane usi ka dil dhukate h jo hume bahut pyaar krta h

ptani kbi kbi zindagi ko kya manjoor hota h par bahut dard hota hai jab dil rota h..

kyu baar baar usi ka shara mangte hai , kyu usi se hum chain mailta hai, akhir kyu ???

kyu baar baar hum wo kar bhet te hai jisse humara dil dhukta hai... 

kyu yaad krke uski in aansoon ko bhate hai ...........akhir kyun