Rcm pos

290 views 10 replies
Agar Delhi se goods aya recepient u.p ka hai aur transporter bhi Delhi ka hai uski ek builty 678 amt ki hai same transporter ki branch up mein bhi hai wo delivery receipt hai uski amt 760 kispe rcm lagega pos kya hoga
Replies (10)
First learn English

First You learn to read!

678 Igst and 760 local

Double pay hojayega 

Write your question clearly first

Kahne ka matalab Delhi se goods movement hua wo up pahuncha Delhi ka hi transporter hai aur uski branch up mein bhi hi hai Delhi ki builty mein 678 aur up wali delivery receipt mein 760

Rcm kispe jama kroo aur pos kya hoga

Rcm should be igst

RCM is applicable on that amount which you are going to pay to the transporter and record in the books.

Jo actual bill banega jiska payment aap transporter ko karoge but bill record karega transporter in gst 2b uske hisab se hi karna padega.....

Sir 2b mein nahi ata 


CCI Pro

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register