Movie dialogues in financial meaning.

Hardik Dave (IPCC and CS Professional(FINAL) Student)   (15533 Points)

31 December 2011  
First of all Happy new year to all CCI family.smile. . . . . . . . . . . . . Now some MoviE Dialogues in financial meaninG= . . . . . In ACCOUNTING & FINANCIAL LANGUAGE . => My name is Fund, Borrowed Fund, . . . Rishtey mein hum tumhare debtors lagtey hain, naam hai creditors . . . . . . . . . . Ratios se dar nahi lagta sahab, debentures se lagta hai, . . . . . . . . Ek baar jo me Amalgamation bhul gaya, to main Final Accounts ki bhi nahi yaad aata. . . . . . . . . . Economics ko by heart karna mushkil hi nahi, Naamumkin hai, . . . . . . . . Yaha se 100 kilo meter door jab raat ko Auditor nahi sota hai. . . Toh uski maa kehti hai... "So ja Auditor beta.. . Warna Board of Director aa jaayega..!!"; . . . . . Ek chutki loan ki kimmat tum kya jaano investor babu....!!!