My tribute to bhagat singh...

Gourav Kapoor (CA Final Student) (2977 Points)

23 March 2013  

Din Aaj Ka Bada Suhana Mausam Bhi Bada Sunehra

 

Hum Sar Pe Bhand Ke Aaye Balidano Ka Yeh Saehra

 

Betaab Hamare Dil Mein Ek Masti Si Chaayi Hai

 

Aaye Desh Alvida Tujhko Kehne Ki Gadi Aayi Hai

 

Mehke Gaye Teri Fiza Mein Hum Banke Hawa Ka Jhoka

 

Kismat Walo Ko Milta Aise Marne Ka Mauka

 

Nikli Hai Barat Saja Hai In Gulab Ka Dola

 

..........................................................................................

 

what Bhagat Singh wanted to do for India, vo aaj tak nahi ho ska...

 

he said at that time, "agr isi trah se hme azadi mili to ameer aur ameer aur gareeb aur gareeb hoga"

 

he didnt even care about his own life, bahut log kehte hain k we treat our country as our family, lekin sirf kehte hain feel nahi krte, but bhagat singh proved it, yes the way he adopted was different but what he did was something which cant be describe in words, he gave a new light to Indian people at that time, "azadi hmara haq hai aur hm ise le kr hi rahenge, fir chahe uske lie hme khud kyu na mrna pde"

 

he had only one wish just to live and die for his country, but he was also frauded by british govt at that time, when he was hanged before time, nobody raised voice against british govt, but he sowed a seed in mind of youngsters to fight for their own right... words falling short

 

a big salute to Bhagat Singh, Sukhdev & Rajguru...