Joke

Shridhi Jain (Company Secretary) (1678 Points)

23 February 2011  

Ek baar Santa ek bas me jaa raha tha. Raste main daakuon ne attack kar diya.

Daku (to one girl): Tera naam kya hai?

Girl: Mona

Daku: Meri behen ka naam bhi Mona tha......Ja tujhe chhod diya...

            Or tera kya naam hai..?

Santa: Ji Santa......par pyar se log mujhe Mona kehte hain...