CA Results_My thoughts, My Words, My Poem

Ankur Garg (Company Secretary and Compliance Officer)   (114768 Points)

20 January 2010  

Aaj phir aana wala tha CA ka result,

Dil sa nikalta tha hai Bhagvan pass kara do,

Teen bar fail hona ka daag mita do,

Padh padh kar dimag ka ho chuka tha mahangai jaisa bura haal,

Fail ho gaya to Tax ki nayi book, ab yah tha saamna sawaal,

Roj naya amendments sa main pehla hi parashan tha,

Aur ab ICAI ka New Exam Pattern sa main aur bhi hairen tha,

Ab to bas CAClubindia ki ‘sharefile’ or ‘Articles’ ka sahara hai,

Aur CAClub ka ‘forum’ or ‘Experts’ ka dam bhi maina swekara hai,

Par hai bhagvan fail pass ka is chackkar sa mera nata todo,

Aur income tax, vat or ROC returns sa mujhko online jodo,

Ab main bhi chahta hoon Balance Sheet sigh karna,

Solid Audit karka client ka chain harna,

Lakin bhagvan karta hoon main promise agar ho gaya fail,

Nahi karunga Suicide, himmat sa karunga apni kashti ko sail,

Lakin fail hona ka darr phir mujh “idiot” par chhaya hai,

Aur phir dil main aaya hai O Bhagvan ji pass kara do,

Teen bar fail hona ka daag mita do…